Question: assalam o alaikum wa rehmat ULLAH
maloom ye karna hai k durood shareef ko koi agar ghalti se short form main likh se , yani S.A.W.W likh day to ye amar HARAAM k zamarray main aata hai ?? ya makrooh main ??
agar haraam main aata hai to HARAAM ki tareef kia hai ye bhi batain (meri naaqis aqal main to haraam wo hota hai jiski mumaneyat QURAN o AHADITH main sareeh tor pay mojood ho - log kahtay han k s.a.w.w likhna HARAAM ha , agar haraam hai to plz REFERENCE k sath batain k kaisay haraam hai ?
jazak ALLAH
sallu alal habeeb
SALLALLAH O ALEHE WASSALLAM . .