Question: Assalam-o-alaikum
shohar aur biwi ki shadi se pahle phone me baatein hoti thi
shohar k ghar k log wahabi the or biwi ahlesunnat wal jamaat se thi
shadi k pahle shohar ne deen ki kai baaton me kaha \"ki ye quran me kahi nahi hai or na hi hadees me\"
biwi ne jaddo jahad shuru kar dee
shadi k baad usne sari baatein quran or hadees se dhund kar shohar ko bata di shohar maan gaya
phir kisi deeni masle par usne biwi ko kafir ki aulaad kah diya
ladai badhne par biwi ki gair mojoodgi me, biwi k walid ke saamne 3 baar bhari man se talaak kah diya
to kya dobara sharay se nikah ho sakta hai