Question: Mera sawal hai Zaid ny chori ki us ko toba ki tofeeq b mil gai lekin jo paisy us ny chori kye wo ab wapis karna chahta hai or chahta hai k jis k paisy chori kiye us k ipm main ye baaat na aye ab zaid agar us ko paisy dy or ye na bataye k ye wo paisy hai jo us ny chori kiye to kya ye chori ka maal wapis karny ka sahi tariqa hai or kya jis ka maaal chori kiya us ko wapis karny ki bajaye sadqa kar diya to kya zaid k sar sy ye chori k maal ka bojh utar jaye ga ya phir is ka kiya tariqa ho ga