Question: mufti sahib ek group mi is masly ko bohut achala ja raha hai bohut fasad phil raha hai .please NABI PAK(SAWW KO HAZER NAZER JAN KAR KHALIS AHLESUNNAT PAR DLAIL SE JWAB DI .THANKS (HAMZA FAREEDI (AHLESUNNAT WAL JAMAT SAWAL YE HAI.. (Ek Attari Mufti Se Ek Attari Website (www.faizaneattar.net Pe Sawaal Huwa Ke \"Shohar Ek Mulk Men Ho, Biwi Doosre Men To Kia Woh Internet Par Web Cam Par Ek Doosre Ko Barhana Dekh Sakte Hain? Or Wo Phone Ya Internet Par Audio Chat Men Sex (Mubashirat Kar Sakte Hain???
Jawaab Men Attari Mufti Ne Sharaee Haddud Paar Karte Huwe (Faizan e Attar Men Dooba Huwa Jawaab Diya Ke Ji Han Dekh Sakte Hain Ek Doosre Ko (Web Cam Par Barhana Jab Ke Koi Doosra Na Dekh Raha Ho. Or Yunhi Ye Baaten (Yane Sex Ya Mubashirat Kar Sakte Hain, Jab Ke Koi Or Na Sun Raha Ho.
Ma\'aazAllah, Summa Ma\'aazAllah...! Behayaee Ki Hadd Hogaee. Miya Biwi Beshak Ek Doosre Ka Libaas Hain, Lekin Web Cam Ke Zarye Is Kaam Ki Ijaazat Dena Musalman Auraton Ki Izzat Ko Sar e Aam Nanga Karne Ke Baraabar Hai. Ye Baat Saabit Kar Raha Hoon:
. Internet Par Jis Bhi Software Ke Zarye Video Conference Ho, Wo Conference Un Softwares Ke Administrators Se Chuppi Na Hogi, Or Hosakta Hai Ke Har Conference Ki Recording Bhi Banti Ho. Iske Hackers Ke Liye Kisi Ke Bhi Computer Men Enter Ho Kar Uski Activities Dekhna Aam Si Baat Hai. In Sab Ke Bawajood \"Attari Muftiyon\" Ka Aisa Fatwa Dene Ka Maqsad Musalman Auraton Ki Izzat Neelam Karna Ke Ilawah Or Kia Hoga?
2. Phone Call Ya Internet Par Miyan Biwi Ke Sex (Mubashirat Kaise Ho Sakta Hai, Jab Ke Woh Ek Doosre Se Door Hon? Sex (Mubashirat To Ek Sath Hone Se Hi Mumkin Hai. Is Poochhne Waale Ka Maqsad Yaqeenan Yahi Hai Ke Woh Miyan Biwi Apne Hi Haathon Se Apna Munh Kala Kar Sakte Haain (Yane Apne Hi Haathon Se Shehwat Ki Aag Bujha Kar Taskeen De Sakte Hain? Yaad Rakhen..! Apne Haathon Se Shahwat Ki Aag Bujhaane Walon Par Hadees Shareef Men Lanat Farmaaee Gaee Hai. Or Unke Baare Men Sakht Waeeden Hain. Mufti Sahib Ne Is Baat Ki Ijaazat De Kar Ke Farmaan e Mustafa Sallallaho Alaihe Wasallam Se Ikhtilaaf Nahi Kiya?
3. Phir Phone Calls Ya Internet Par Miya Biwi Ki Aisi Voice Chatting Karne Men \"Leak\" Hone Ke Andeshe Ka Inkaar Nahi Kiya Ja Sakta. Kiyun Ke Aaj Kal Zyadah-tar Baat \"Cellular Phones\" Par Hi Hoti Hai, Land-Line Buhat Hi Kam Istaimaal Ki Jaati Hai. Ab Cellular Phones Par Baat Karne Men \"Hawa\" (AIR Hi \"Medium\" Hoti Hai, Jis Ke Zarye Hamari Baat Agle Tak Puhanch Sakti Hai. Or Agar Kissi Baat Karne Waale Ke Qareeb Hi Koi Bandah \"Radio\" Wagherah Sun Raha Ho To Radio Ki Antenna Se Wo Aasani Se Un \"Signals Ko Catch Kar Ke\" Donon Ke Darmiyan Hone Waali Guftugu Ko Sun Sakta Hai. Jis Ka Tajurba Un Logon Ko Zaroor Hoga, Jo Radio Wagherah Sunte Hain.
Lehaza In Sab Baaton Ko Padhne Ke Baad Thodi Si Samajh Rakhne Waala Banda Aasani Se Samajh Jaaega Ke Aise Kaam Karne Ka Kia Anjaam Ho Sakta Hai, Or Aise Muftiyon Ka In Baaton Ki Ijaazat Dena Kitni Badi Jur\'at Hai Ke Ek Taraf To Shari\'at Mustafa Salllallaho Alaihe Wasallam Se Khuli Baghwat, Or Doosri Taraf Musalman Auraton Ke Izzat Ki Parwah Na Karna.
Allah Hum Sab Ko Aise Fitnon Se Mahfooz Farmaaye Or Ulama e HAQ Ka Saaya Hamara Saron Par Ta Dair Qaaim O Daaim Rakhe. Aameen Summa Aameen
Aap Ye Jawaab Or Is Se Milte Doosre Jawaabat In Links Par Sun Sakte Hain, Ye Ek Attari Website Hai (Jaisa Ke Naam Se Hi Zaahir Hai, www.faizaneattar.net
http://mufti.faizaneattar.net/Answer.php?Q=32887
http://mufti.faizaneattar.net/Answer.php?Q=3053