Question: Salaam,
Mera suwaal ye hai k kya namaaz me quran e paak ki chand aayaat ya kalime galati se chhoot jaane se (jin se maana faasid na hota ho jin se pehle teen aayato k miqdaar surah padh li ho to namaaz hogi ya nahi.
Agar imaam se aisa ho gaya ho to kya hukm hai. Kya Imaam aur Muqtadi dono ko namaaz dohrana hoga?
Misaal k taur per imaam ne surah baqarah ki aayaat \"ya ayyuhal lazina aamanus-ta\'eenu bissabri wassalati innAllaha ma\'assaabireen\" se lekar \"walabnuwannakum bishai-imminal khaufi wal jui wanaqsim minal amwaali\" tak padhne k baad beech k do alfaaz \"wal anfusi wassamaraati\" chhod kar \"wabashirissaabireena iza asaabat-hum museebatun qaalu inaa lillahi wa innaa ilaihi raajioon. oolaaika alaihim salawaatum mirRabbihim warahma, wa-oolaaika humul muhtadoon\" tak padha to namaaz dohraana hogi ya nahi...
Bayyinu wa toojiru...
Ma\'assalaam