Question: Salam,
Kya agar koi Surah Baqarah ki aakhri aayat me \'laa\' ko \'la\' (do ki bajaaye ek harakat padhe to namaz hogi?
Masalan: Rabbana \'laa tu-aakhizna ki bajaaye la-tu-aakhiznaa\'.... \'walaa tahmil alainaa ki bajaaye wala-tu-aakhiznaa\' aur \'walaa tuhammilnaa ki bajaaye wala-tuhammilnaa\' padhe to namaaz hogi ya nahi.
Agar aisi galati se namaaz nahi hot to mere mindarja zail teen suwaal hai:
. Agar imaam se aisi galati ho us k aur muqtadiyo k liye kya hukm hai.
2. Agar Imaam aisi galati Jumu\'ah me kare to kya hukm hai.
3. Agar muqtadi Jum\'a me pehle aur baad ki 4 sunnatein padh le aur usey baad me pata chale k kisi wajah se imaam ki namaaz faasid ho gayi thi to kya in sunnaton k padhne ki wajah se us per zuhar dohrana mawqoof ho jaayega?
bayyonu wa-toojiroo.
Wassalaam