Question: Salam Mufti Sahib. Me yahan Saudi Arab Jeddah me rehta hun apne biwi bachon ke sath. Appke is website per fatawa se mujhe pata chal gaya ke kisi bhi wahabi imam ke peeche namaz bajamaat jaiz nahi hai (chahe Namaz Juma ya chahe Haramain Tayyaben me koi bhi namaz. Mera sawal ye hai ke apne bachon ko Bajamaat Namaz ka Adi kese banaon? Wo yahin per ziada rahte hain aur pakistan bohat kam jate hain, kese unke dil me Bajamaat Namaz ki ahmiat peda kerun aur kese unhe samjhaun ke wo kion yahan masajid me namaz nahi persakte? Please is ka koi Hal Inayat fermaden Shariat ki roshni me. Kia me apne nabaligh aur baligh bachon ko sikhane ki niyat se masjid me bajamaat namaz me bhej sakta hun?