Question: Salam,Plz Rehnumaye farmaye k meri walda ko Hapepetitis C viral hai,jiss ka treatment month pehle start hoa hai .total 6 months ka treatment hai, Ankareeb Ramazan shareef ki amad amad hai ,walda ko har harfatay Injection lagta hai jiss k side effects hain kafi, injectiion se ak din pehle blood test bhi karwana hota hai , is k laya roz suba shaam ki medicines hai jo k lena must hai, aur un medicines k bhi side effects hain jin k khanay k baad walda nidaal hojati hain. aur kafi weekness ajati hai,is liye Juice, Fruits aur khanay ka khas khyal rakhna parta hai... COndition ap k samnay hai essi sorat me Roze Rakhnay ka kia hukam hai, kia chor sakti hai ager chor sakti hain to phir kafara kia hai ya qaza ka tareeka bata den? aur agr ni chor sakti to kia karen? Is k elawa injection lagne se Rozay ka kia hukam hai? Quran o Hadees Ki roshni me jawab inayat farmaden Jazak Allah.